Bachpan Shayari |childhood Shayari |hindi Shayari
childhood is something that is special for everyone in their lives. {bachpan ki Woh Yaade sabko Kuch Na Kuch sikhake jaati }childhood friends are a priority in life.there are many ways to express your feeling to your childhood friend (bachpan ka dost) and the most used ways is Shayari bachpan Shayari there are best bachpan Shayari in Hindi, mere bachpan Shayari,bachpan ke din quotes, Shayari on childhood
so here are some best bachpan Shayari in Hindi on shayarihub
Shayari on childhood
ना कुछ पाने की आशा ना कुछ खोने का डर
बस अपनी ही धुन, बस अपने सपनो का घर
काश मिल जाए फिर मुझे वो बचपन का पहर
Na Kuchh Paane Ki Aasha Na Kuchh Khone Ka Dar
Bas Apni Hii Dhoon, Bas Apne Sapno Ka Ghar
Kaash Mil Jaaye Phir Mujhe Bachpan Ka Pahar
झूठ बोलते थे फिर भी कितने सच्चे थे हम
ये उन दिनों की बात है जब बच्चे थे हम
Jhooth Bolte The Phir Bhi Kitne Sachche The Hum
Yeh Un Dino Ki Baat Hai Jab Bachche The Hum
(bachpan Shayari )
बचपन भी कमाल का थाखेलते खेलते चाहें छत पर सोयें
या ज़मीन पर
आँख बिस्तर पर ही खुलती थी !!
Bachpan bhii Kamaal Kaa Thaa
Khelte Khelte Chaahein Chhat Par Soyein
Yaa Jameen Par
Aaankh Bistar Par Hii Khultii Thii
(Childhood Shayari in Hindi )
सुकून की बात मत कर ऐ दोस्त
बचपन वाला इतवार अब नहीं आता
Sukoon Ki Baat Mat Kar Aye Dost
Bachpan Wala Itwaar Ab Nahi Aata
किसने कहा नहीं आती वो बचपन वाली बारिश,
तुम भूल गए हो शायद अब नाव बनानी कागज़ की।
Kisane kaha nahin aati wo bachpan waali baarish
Tum bhool gaye ho ab shayad naav banaani kaagaz ki (bachpan Shayari )
कितने खुबसूरत हुआ करते थे बचपन के वो दिन
सिर्फ दो उंगलिया जुड़ने से दोस्ती फिर से शुरु हो जाया करती थी
Kitane Khubsoorat Hua Karte The Bachpan Ke Din
Sirf Don Ungaliyaan Judane Se Dosti Phir Se Shuru Ho Jaayaa Kartii Thii
सुकून की बात मत कर ऐ दोस्त
बचपन वाला इतवार अब नहीं आता
Sukoon Ki Baat Mat Kar Aye Dost
Bachpan Wala Itwaar Ab Nahi Aata
किसने कहा नहीं आती वो बचपन वाली बारिश,
तुम भूल गए हो शायद अब नाव बनानी कागज़ की।
Kisane kaha nahin aati wo bachpan waali baarish
Tum bhool gaye ho ab shayad naav banaani kaagaz ki (bachpan Shayari )
कितने खुबसूरत हुआ करते थे बचपन के वो दिन
सिर्फ दो उंगलिया जुड़ने से दोस्ती फिर से शुरु हो जाया करती थी
Kitane Khubsoorat Hua Karte The Bachpan Ke Din
Sirf Don Ungaliyaan Judane Se Dosti Phir Se Shuru Ho Jaayaa Kartii Thii
बचपन भी कमाल का था
खेलते खेलते चाहें छत पर सोयें
या ज़मीन पर
आँख बिस्तर पर ही खुलती थी !!
Bachpan bhii Kamaal Kaa Thaa
Khelte Khelte Chaahein Chhat Par Soyein
Yaa Jameen Par
Aaankh Bistar Par Hii Khultii Thii (bachpan Shayari )
bachpan ke din quotes
बचपना वो बचपन का, मुझको जब याद आता है..
खुशियों की लहर सी उठती है, मन मेरा मचल सा जाता है…
मन में बसता था भोलापन, दिल में रहती थी नादानी…
खुशियों से उछल हम पड़ते थे, जब चलती थी अपनी मनमानी…
हर कोई अपना लगता था, मन में कोई भी बैर ना था…
हर किसी से थी अपनी यारी, उस वक़्त कोई भी गैर ना था…
ना समझदारी का दलदल था, न मन में थी कोई बेईमानी…
मन बिलकुल पारदर्शी था, जैसे हो स्वच्छ शुद्ध पानी…
bachapna vo bachapan ka, mujhako jab yaad aata hai..
khushiyon kee lahar see uthatee hai, man mera machal sa jaata hai…
man mein basata tha bholaapan, dil mein rahati thi naadaani…
khushiyon se uchhal ham padate the, jab chalatee thee apni manmani…
har koee apana lagata tha, man mein koee bhee bair na tha…
har kisee se thee apanee yaaree, us vaqt koi bhi gair na tha…
na samjhadari ka daladal tha, na man mein thee koee bemaani…
man bilakul paaradarshee tha, jaise ho svachchh shuddh paani…(childhood Shayari |hindi Shayari)
BACHAPAN……Na girne ka darna smbhlne ke liyesahare ki khojbas udne ki chahbadhne ka junoon
Kagaz Ki Kashti Thi Pani Ka Kinara Tha,
Khelne Ki Masti Thi Dil Ye Awara Tha,
Kaha Aa Gye Samajhdari Ke Dal dal Mein,
Wo Nadaan Bachpan Bhi Kitna Pyara Tha.
काग़ज़ की कश्ती थी पानी का किनारा था,
खेलने की मस्ती थी ये दिल अवारा था,
कहाँ आ गए इस समझदारी के दल दल में,
वो नादान बचपन भी कितना प्यारा था।
Ek Bachpan Ka Jamana Tha,
Jis Mein Khushiyon Ka Khajana Tha.
Chahat Chaand Ko Paane Ki Thi,
Par Dil Titli Ka Diwana Tha
Khabar Na Thi Kuchh Subah Ki,
Na Shaam Ka Thikaana Tha
Thak Kar Aana School Se,
Par Khelne Bhi Jaana Tha
Maan Ki Kahaani Thi,
Pareeyon Ka Phasaana Tha
एक बचपन का जमाना था,
जिस में खुशियों का खजाना था.
चाहत चाँद को पाने की थी,
पर दिल तितली का दिवाना था
खबर ना थी कुछ सुबह की,
ना शाम का ठिकाना था
थक कर आना स्कूल से,
पर खेलने भी जाना था
माँ की कहानी थी,
परीयों का फसाना था।
Bachpan Ke Din Kitne Achhe Hote The,
Tab Dil Nahi Sirf Khilone Tuta Karte The,
Ab To Ek Aansu Tak Bhi Bardasht Nahi Hota,
Aur Bachpan Mein Jee Bharkar Roya Karte The.
बचपन के दिन भी कितने अच्छे होते थे,
तब दिल नहीं सिर्फ खिलौने टूटा करते थे,
अब तो एक आंसू भी बर्दाश्त नहीं होता,
और बचपन में जी भरकर रोया करते थे(Bachpan Shayari |Childhood Shayari in Hindi )
Shayari on childhood
uḌne do parindoñ ko abhī shoḳh havā meñ
phir lauT ke bachpan ke zamāne nahīñ aate
phir lauT ke bachpan ke zamāne nahīñ aate
farishte aa kar un ke jism par ḳhushbū lagāte haiñ
vo bachche rail ke Dibboñ meñ jo jhāḌū lagāte haiñ
vo bachche rail ke Dibboñ meñ jo jhāḌū lagāte haiñ
ham to bachpan meñ bhī akele the
sirf dil kī galī meñ khele the
baḌī hasrat se insāñ bachpane ko yaad kartā hai
ye phal pak kar dobāra chāhtā hai ḳhaam ho jaa.e
*Best School Memories*Oye extra pen hai kya??Ek hii hai.. Haan de!Ek hi Chahiye!!
Childhood Ki Zabardast Afwa“If Someone Crosses Over You LyingDown You Won’t Grow Tall…”
As A Kid, I Used To Talk IntoThe Fan To Hear My Robot Voice..
sirf dil kī galī meñ khele the
baḌī hasrat se insāñ bachpane ko yaad kartā hai
ye phal pak kar dobāra chāhtā hai ḳhaam ho jaa.e
Childhood Memories Quotes, Missing Old Memories Status
*Best School Memories*Oye extra pen hai kya??Ek hii hai.. Haan de!Ek hi Chahiye!!
Childhood Ki Zabardast Afwa“If Someone Crosses Over You LyingDown You Won’t Grow Tall…”
As A Kid, I Used To Talk IntoThe Fan To Hear My Robot Voice..
0 Comments: