ZAKIR KHAN
WHO IS ZAKIR KHAN?
We are very sure that everyone will know Zakir khan. Zakir khan is known for his stand up comedy,
for singles, he is a 'sakht Lunda 'Zakir Khan is an Indian stand-up comedian, writer, presenter, and actor. In 2012, he grabs the attention of popularity by winning Comedy Central's India's 3rd Best Stand Up Comedian competition. Zakir Khan is also known for making us laugh till we cry, and sometimes, for literally making us tear up with his emotional anecdotes. and writes Shayari as well.so here on shayarihub, there are some of the best Shayari of Zakir khan Zakir khan poetry, Zakir khan poetry in Hindi,zakir khan shayari lyrics
Let us dive into these beautiful poems and couplets by Zakir Khan which is surely going to tug the strings of your heart:
zindagi se kuch zaada nahi
bad itni si farmaaish hai
ab tasveer se nahi
tafseel se milne ki khawaaish hai
zindagi se kuch zaada nahi
bad itni si farmaaish hai
ab tasveer se nahi
tafseel se milne ki khawaaish hai
Hum dono me bas itna as farq hai
uske sab "lekin" mere naam se
shuru hote hain
aur mere saare "kaash"
use par aa kar rukte hain
ishq ko maasoom rehne do
notebook ke aakhri panne par.
aap use kitaabon
mein daalkar muskil an kijiye
notebook ke aakhri panne par.
aap use kitaabon
mein daalkar muskil an kijiye
yun toh bhoole hain hume log kai,
pehle bhi bahut se .
par tum jiyna koi unme se,
kabhi yaad nhi aaya.
pehle bhi bahut se .
par tum jiyna koi unme se,
kabhi yaad nhi aaya.
Hazaroon bar ke sune hue
gaane ke lyrics
agar achanak se achhe
lagne lag jaaye
toh babu samajh jao ki
emotional watt lagne hi waali hai.
gaane ke lyrics
agar achanak se achhe
lagne lag jaaye
toh babu samajh jao ki
emotional watt lagne hi waali hai.
Dosti aainon se kabhi
lambi nahi chalti
itni imandaari bhi rishton
ke liye aachi nahi hoti
lambi nahi chalti
itni imandaari bhi rishton
ke liye aachi nahi hoti
Imtihaan-e-ishq ka maine khoob revision kar liya.
uski yaad bhi samajh li,usse bhool ke bhi dekh liya
Bas kuch iss hi tarah se,
woh mera dil tood deta hai,
usse kabhi koi lene aata hai,
kabhi koi chhod deta hai
woh mera dil tood deta hai,
usse kabhi koi lene aata hai,
kabhi koi chhod deta hai
mai iss qadar aag na hota jo ho jaati tu meri
kya bata di saari bachpan ki kahaaniya tumne usko.
jaise mujhe raat bhar baith kar sunaayi thi tumne?
Har ek copy ke peeche kuch na kuch khaas likha hai.
bss iss tarah tere mere ishq ka itihaas likha hai.
tu duniya me chaahe jahan bhi rahe.
apni dairy mein maine tuhje pass likha h .